aj maine aapko USB OTG ke baare mein bataya hai, aap sabhi ke man mein yeh doubt hamesha se rehta hoga ki USB OTG kya hai? USB OTG se aap kya kya kar sakte hai? USB OTG Hardware hai ya software? USB OTG Support har ek phone mein hota hai kya? USB OTG Disabled ho toh aap use Enable kar sakte hai kya? Ya fir agar aapke man mein USB OTG ko leke koi bhi doubt hai toh mujhe umeed hai ki woh is video ko dekhne ke baad clear ho jayega. USB OTG ek bahut hi convenient tareeka hai apne smartphone se USB Peripherals attach karne ka.